Dear friends on the occasion of Labour day, I present this poem inspired by a real life incident.
Koode ke dher se
Sookhi roti ka tukda nikaal
Munna apne maile daaman se kar raha tha saaf
Aur oopar aasman ki ore dekh maang raha tha insaaf
Main bhi toh tera hi banda hoon aye Khuda
Phir meri haalat inn ameeron se kyun hai itni judaa?
Bataa, bataa mujhe kyun aisa hai Bhagvan (pronounced as Bhag-one)
Inke liye bhojan kooda hai
Aur mere liye kooda hi bhojan.
Beautiful thoughts and last sher was simply superb Sir. Inke liye bhojan kooda hai,Aur mere liye kooda hi bhojan. How true....
ReplyDeleteI've seen the same thing happening. :)
ReplyDeleteInke liye bhojan kooda hai
ReplyDeleteAur mere liye kooda hi bhojan
Aah kitna kadwa sach hai ye.
Such a real thought and penned beautifully too ...
chhoti kintu shashakt abhivyakti
ReplyDelete- tum ek gorakhdhandha ho -
ReplyDeletekya kahoon dr saab ! usski duniya hai , kuch na kuch to masla hota hi hai
umda nazm dr ,unke liye kooda hai bhojan ,mere liye bjohan hai kooda - ye manzar her shaher mai dikhaye de jaega- umda peshkash may divas per.carry on sir
ReplyDeleteVery moving tahir ji ~really can feel the feelings of the child..
ReplyDeleteSoul stirring! I just can't stop my tears..
ReplyDelete