Mitron, desh ki vartamaan paristhithiyon se khinn ho kar bojhil mann se main in chaar panktiyon dwaara maujooda parevesh mein azaadi ka arth pesh kar raha hoon.
Hum azaad hain khoon bahaane ke liye,
Hum azaad hain loot ke khaane ke liye,
Isi ko toh kehte hai POORN SWARAJ,
Poora desh apna hai aag lagaane ke liye.
Hum azaad hain khoon bahaane ke liye,
Hum azaad hain loot ke khaane ke liye,
Isi ko toh kehte hai POORN SWARAJ,
Poora desh apna hai aag lagaane ke liye.
what a thought!!!
ReplyDeleteBilkul Sateek or sahi Sir..
ReplyDeleteIska shrey kafi had tak humare bhrashtachari shaashankari leaders ko bhi jata hai..
ReplyDeleteINDIA ke sau tukde,
Kar ke humne dekhe hain...
Ek me bhi Chor the,
Sau me bhi Lutere hain..
Sau me bhi Lutere hain..!!
Jai ho...
आजादी के साथ जो जिम्मेदारी आती है, उसको सीखने के लिये समय ही न निकाल पाया देश!
ReplyDeleteEk kathor sach!! Kaash hum isko samajh paate!
ReplyDelete